Wednesday, August 15, 2012

apka deedar....

Aapke deedar ko 

Aapke deedar ko nikal aaye hai taare
Aapki khushboo se chha gayi hai bahare
Aapke saath dikhte hai kuch aise nazare
Ki chhup chhup ke chand bhi bas aaphi ko nihare......




CHAND KI KHOOBSURTI BHI BEKAR HAI

AAP ME KUCHH BAAT HAI
AAP AURON SE KUCHH KHAAS HAI
AAPKI TAREEF ME KYA KAHOON
AAPKE AAGE CHAND KI KHOOBSURTI BHI BEKAR HAI




Aap Aayi Humare Garib Khane Mein


Aap Aayi Humare Garib Khane Mein
Is Kaniz Ka Jahan Jaise Jannat Ho Gaya
Hum Khud Apni Aawaz Sunne Ko Taras Rahe The
Aapke Alfaaz Sune To Yeh Lamha
Saari Zindagi Ho Gaya
Chandni Mein Kud Ko Yun Na Sawariye
Aapko Dekhkar Chand Bhi Sharma Gaya
Phoolon Ko Apni Khubsurti Par Ghamand Tha
Aapko Dekha To Pura Bagh Murjha Gaya
Zaroorat Nahi Hai Ab Chaand Aur Suraj Ki
Aapke Chehre Ke Noor Se
Yeh Jahan Roshan Ho Gaya
Aapki Tariff Mein Aur Kya Bayan Karu
Aapki Khubsoorti Ke Aage
To Yeh Shayar Bhi Haar Gaya



Khubsurti to bahot di khuda


Khubsurti to bahot di khuda ne tumhe,
Magar hame tumhari wafa na mil saki,
Bahut aag di humne bujte chirag ko,
Magar mohabbat ki sama na jal sakhi.


Kaise yakin dilau ke kitna chahte hai tuje,
Jaan bhi aagar mango to tere nam kar dale,
Gairo se aagar hanshkar baat karonge,
To mar jayenge tumhe dil se yaad karne vale.